This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Wednesday, January 16, 2013

Poetry Gives Us Happiness and Makes Us Happy


There are different definitions of poetry to everyone, someone says that poetry is daughter of love another says that poetry is creation of pain, actually poetry is naturally skill, poetry is way of expression of feelings, a poet covey his feelings, his message in beautiful words is called poetry.

Sometime poetry gives us happiness and makes us happy, but sometime poetry is reason of our sadness and grief. It depends on our mood.

When we look at the history of poetry south Asia have great poet in past and also in present.

TYPES OF POETRY

There are so many types of poetry, for examples, romantic poetry, patriotism poetry,

Sufism poetry,

classic poetry etc,
                      
romantic poetry is beloved centerd urdu poetry, sufism poetry is saint centerd poetry, poetry is main part of sufism,

patriot poetry is about nation and country, classic poetry is rythemic poetry, classical singer sing this poetry,

Ghazal, nazam, qita, rubai are the main kinds of poetry.

Friday, December 7, 2012

Offical Site launged poetrymysoul

Hello Friends of poetrymysoul the offical site has launged you can read and share any kind of poetry at poetrymysoul and also publish your poetry poetrymysoul

Tuesday, July 31, 2012

Mujhe apne zabat pe naaz tha,


Love Poetry
Mujhe apne zabat pe naaz tha,
Sar-e-bazm raat yeh kiya huwa..!
Meri aankh kaise chalak gayi,
Mujhye ranJ hay yeh bura huwa..!
Meri zindagi ke cherag ka,
Yeh andaaz koy naya naheen..!
Kabhi roshni kabhi tairgi,
Kabhi jala huwa kabhi bujha huwa..!
Mujhye jo bhi dushman-e- jaan mila,
Wohi poukhta kaar wafa mila..
Na kisi ki zarb galat pari,
Na kisi ka teer khata huwa..!
Hameen itna bhi koy haq k,
Shareek-e-bazm hayaat hoon..
Na hamare paas naqab hai,
Na aasteen main kuch chupa huwa..!
Mujhye raaste main para huwa,
Kisi badnaseeb ka khat mila..
Kaheen khun-e-dil se likha huwa,
Kaheen aansuon se mitta huwa..!
Mujhye hamsafar bhi mila koi,
To shekasta haal thaka huwa..
Kaheen raastoon ka thaka ho,
Kaheen manzelon ka luta huwa..!!!Read More



Urr Jayen Gey Tasvir K Rangon

Urr Jayen Gey Tasvir K Rangon Ki Trah Hain

Hum Waqt Ki Tehni Pe Prindon Ki Trah Hain

Tum Sahil Pe Kharray Huwe Phoolon Ki Trah Ho

Hum Rait Pe Likhy Huwe Harfon Ki Trah Hain

Tum Aaj B Aayenda Zmanon Ki Jhalak Ho

Hum Aaj B Guzry Huwe Lamhon Ki Trah Hain

Tanhaai K Yakh Lmhon Me Aayen Gey Tere Kaam,

Ashaar Mere Sardi Me Shaalon Ki Trah Hain,

Ek Umr Tarasty Hain Kisi Aik Khushi Ko,

Hum Log B Banjar C Zameeno Ki Trah Hain,

Duniya K liye Kuch B Sahi Tere Liye Hum,

Mukhlis Kisi Maa Ki Duaon Ki Tarah Hain,

Tareekh Ki Nazron Me Hum Ek Umr Se d0st,

School Se Bhaagay Huwe Bachon Ki Trah Hain...

Monday, July 30, 2012

ek jaisi lagti hain ye churiyan or larkiyan!!

EK Jesi Lagti Hain’ Churiyan or Larkiyan,
Hansti Hain’ Khanakti Hain’ Churiyan or Larkiyan..


Nazuk Inteha ki’ Ek Zara-si Thais se,
Toot-Kar Bikhrti Hain’ Churiyan or Larkiyan..


UNKY Torrny-WaLy ko Ehsaas-tk Nahi Hota,
Bikhr-k KAB SambhLti Hain’ Churiyan or Larkiyan..


Zindagi ki Dharkano ko Ek RYTHM-sa Deti Hain,
Zeest ko Sajati Hain’ Churiyan or Larkiyan.


Apney Dukh ko Apney Andar
Rakh k BhooL Jaati Hy,


Bahir se Chamakti Hain
‘Churiyan or Larkian’….

Na wo farishta ho

Na wo farishta ho na wo farishtoon jasa ho...
mujha talash hy uski jo merya jasa ho...

merya khalos ko phacanta ho bus kafi hy....
wo koi bhi ho,khin bhi ho,kasa bhi ho....

meri muhabbt ko phacan sakya wo asa ho...
meri khatir marnya ka hosla bhi rhakta ho...

gr kbhi roth jano mein us say to...
muskra ky manya wo asa ho....

jo bath krya wo nhibha bhi sakya....
iradon mein wo apni chatano jasa ho....

dukon mein wo hansany ka hunar janta ho....
ik asa humsafar jo samandr ki tarhan gahra ho....

us kya piyar ki thandak ho merya liya asi...
kay wo to bilkul asman ky chaand jasa ho....

Bohat masoom the hum bhi

Bohat masoom the hum bhi
Humein ab yaad ata hai
K hum Ik ajnabi ko
Umar ki tareek raahon ka
Saahara maan bethe the
K us kay chaand chahre ko
Hum apne bakhat ka roshan
Sitara maan bethe the
Humein maloom hi kab tha
K dasht-e-zindagani mein
Saahare chhoot jate hain
Kabhi aisa bhi hota hai
Nazar jin per thehrti hai
Wo tare toot jate hain
Khud apne rooth jate hain
Bohat masoom the hum bhi
humein malooom hi kab tha